Naat Lyrics

Jannat Mein Le Ke Jaye Gi Chahat Rasool ﷺ Ki (Naat Lyrics)

Jannat Mein Le Ke Jaye Gi Chahat Rasool ﷺ Ki 

Kyunkar Na Mere Dil Mein Ho Ulfat Rasool ﷺ Ki
Jannat Mein Le Ke Jaye Gi Chahat Rasool ﷺ Ki

Chalta Hoon Main Bhi Qafle Walo Ruko Zara
Milne Do Bas Mujhe Bhi Ijazat Rasool ﷺ Ki

Sarkar Ne Bula Ke Madina Dikha Diya
Hogi Mujhe Naseeb Shafaat Rasool ﷺ Ki

Ya Rab Dikha De Aaj Ki Shab Jalwa-e-Habib
Ek Baar To Ata Ho Ziyarat Rasool ﷺ Ki

Jis Waqt Nakeerain Meri Qabr Mein Aayein
Us Waqt Mere Lab Pe Ho Madah Rasool ﷺKi

Tarpake Un Ke Kadmon Mein Mujh Ko Gira De Shauq
Jis Waqt Ho Lihad Mein Ziyarat Rasool ﷺ Ki

Tu Hai Ghulam Unka Ubaid-e-Raza Tere
Mahshar Mein Hogi Saath Himayat Rasool ﷺ Ki

 

Jannat Mein Le Ke Jaye Gi Chahat Rasool ﷺ Ki
(Naat Lyrics in Urdu)

کیونکر نہ میرے دل میں ہو الفت رسول ﷺ کی
جنت میں لے کے جائے گی چاہت رسول ﷺ کی

چلتا ہوں میں بھی قافلے والو رکو ذرا
ملنے دو بس مجھے بھی اجازت رسول ﷺ کی

سرکار نے بلا کے مدینہ دکھا دیا
ہوگی مجھے نصیب شفاعت رسول ﷺ کی

یارب دکھا دے آج کی شب جلوہء حبیب
اک بار تو عطا ہو زیارت رسول ﷺ کی

جس وقت نکیرین میری قبر میں آئیں
اس وقت میرے لب پہ ہو مدحت رسول ﷺ کی

تڑپا کے ان کے قدموں میں مجھ کو گرا دے شوق
جس وقت ہو لحد میں زیارت رسول ﷺ کی

تو ہے غلام ان کا عبیدؔ رضا تیرے
محشر میں ہو گی ساتھ حمایت رسول ﷺ کی

More Naat Lyrics:

Dar Pe Bulao Makki Madni, Bigri Banao Makki Madni
Ab Tou Bas Aik Hi Dhun Hai, Ke Madina Dekhon Lyrics
Falak Ke Naazaro Zameen Ki Bahaaro [Huzoor agaye hain] Lyrics

Subscribe our Youtube Channel

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
10 Easy Ways To Ask for Forgiveness 20 Best Times For Dua 🤲 Huge Rewards In Just 2 Minutes. RECITE THIS AFTER SALAH 7 WAYS TO INCREASE RIZQ Wipe Away Major And Minor Sins. Inspirational Islamic Quotes for Daily Life! Friendship Quotes for Muslims – Islamic Friendship Quotes [Web Story] Takbir Al Tashreeq – اللَّهُ أَكْبَرُ اللَّهُ أَكْبَرُ Talbiyah: Labaik Allahumma Labbaik | لَبَّيْكَ ٱللَّٰهُمَّ لَبَّيْكَ