Naat Lyrics

Khula Hai Sabhi Ke Liye Baab E Rehmat – Naat Lyrics

Khula Hai Sabhi Ke Liye Baab E Rehmat

Naat Lyrics in Urdu

Khula Hai Sabhi Ke Liye Baab E Rehmat
Wahan Koi Rutbay Main Adna Naa Aali
Muraadon Se Daamann Nahee Koi Khaali
Qatarain Lagaye Kharay Hain Sawali

کھلا ہے سبھی کے لیے بابِ رحمت

وہاں کوئی رتبے میں ادنیٰ نہ عالی
مرادوں سے دامن نہیں کوئی خالی
قطاریں لگائے کھڑے ہیں سوالی

Mein Pehlay Pehal Jab Madinaa Gya Tha
To Thi Dill Ki Halat Tadapp Janay Wali
Wo Darbaar Sach Much Mere Samnay Tha
Abhi Tak Tasawwur Tha Jiss Ka Khiali

میں پہلے پہل جب مدینے گیا تھا

تو تھی دل کی حالت تڑپ جانے والی
وہ دربار سچ مچ مرے سامنے تھا
ابھی تک تصور تھا جس کا خیالی

Jo Ek Haath Say Dill Sanbhalay Huay Tha
To Thi Doosray Haath Rozay Ki Jaali
Dua Kay Liye Hath Uthte To Kaise
Na Yeh Hath Khaali, Naa Woh Haath Khaali

جو اک ہاتھ سے دل سنبھالے ہوئے تھا

تو تھی دوسرے ہاتھ میں سبز جالی
دعا کے لیے ہاتھ اٹھتے تو کیسے
نہ یہ ہاتھ خالی نہ یہ ہاتھ خالی

Jo Poocha Hai Tum Nay, Kay Main Nazr Karnay
Ko Kia Lay Gya Tha, Tou Tafseel Sun Lo
Tha Naaton Ka Ik Haar, Ashkon Kay Moti
Daroodon Ka Gajra, Salamon Ki Daali

جو پوچھا ہے تم نے ، کہ میں نذر کرنے کو

کیا لے گیا تھا، تو تفصیل سن لو
نعتوں کا اک ہار، اشکوں کے موتی
درودوں کا گجرا، سلاموں کی ڈالی

Dhani Apni Qismat Ka Hai To Wohi Hai
Dayar E Nabi ﷺ Jiss Nay Aankhon Se Dekha
Muqaddar Hai Sacha Muqaddar Ussi Ka
Nigaah E Karam Jiss Pe Aaqa ﷺ Nay Daali

دھنی اپنی قسمت کا ہے تو وہی ہے

دیارِ نبیؐ جس نے آنکھوں سے دیکھا
مقدر ہے سچا مقدر اُسی کا
نگاہِ کرم جس پہ آقاؐ نے ڈالی

Main Aastaan E Haram Ka Gada Hoon
Jahan Sir Jhukatay Hain Shaahaan E Aalam
Mujhay Taajdaaron Se Kamm Mat Samajhna
Mera Sir Hai Shayaan E Taaj E Bilaali

میں آستانِ حرم کا گدا ہوں

جہاں سجدے کرتے ہیں شایانِ عالم
مجھے تاجداروں سے کم مت سمجھنا
مِرا سر ہے شایانِ تاجِ بلالی

 

Read More:

Aisa Koi Mehboob Na Hoga Na Kahin Hai – Naat Lyrics

Noor Se Apne Sarwar E Aalam Duniya Jagmagane Aaye 

Huzoor Aap Ke Dar Ka Mein Adna Gada Hun – Lyrics

Khula Hai Sabhi K Liye Baab e Rehmat || Mahmood Ul Hasan Ashrafi

 

Related Articles

3 Comments

  1. Mashallah Allah Pak ap ko is Ka boht ajar atta kry Ameen
    Allah bless you

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button