Sarkaar e Ghaus-e-Azam Nazre Karam Khudaara – Lyrics
Sarkaar e Ghaus-e-Azam Nazre Karam Khudaara – Lyrics
Sarkar Ghaus-e-Azam Nazar-e-Karam Khudara
Mera Khali Kasa Bhardo Main Faqeer Hoon Tumhara
Jhooli Ko Meri Bhardo Warna Kahegi Duniya
Aise Sakhi Ka Mangta Phirta Hai Mara Mara
Mola Ali Ka Sadqa Ganj Shakar Ka Sadqa
Meri Laaj Rakh Lo Ya Ghaus-e-Azam Main Faqeer Hoon Tumhara
Sab Ka Koi Na Koi Duniya Mein Aasra Hai
Mera Bajuz Tumhara Koi Nahi Sahara
Daman Pasare Dar Pe Lakhon Wali Khade Hain
Hota Hai Tere Dar Se Kounain Ka Guzara
Ye Tera Karam Mujh Par Ke Bula Liya Hai Dar Par
Kahan Roosiyah Fareedi Kahan Astaan Tumhara
Sarkaar e Ghaus-e-Azam Nazre Karam Khudaara
Manqabat Lyrics in Urdu
سرکار غوثِ اعظم نظرِ کرم خدارا
میرا خالی کاسہ بھردو میں فقیر ہوں تمہارا
جھولی کو میری بھردو ورنہ کہے گی دنیا
ایسے سخی کا منگتا پھرتا ہے مارا مارا
مولا علی کا صدقہ گنج شکر کا صدقہ
میری لاج رکھ لو یا غوث اعظم میں فقیر ہوں تمہارا
سب کا کوئی نہ کوئی دنیا میں آسرا ہے
میرا بجز تمہارا کوئی نہیں سہارا
دامن پسارے درپہ لاکھوں ولی کھڑے ہیں
ہوتا ہے تیرے در سے کونین کا گزارا
یہ تیرا کرم مجھ پر کہ بلا لیا ہے در پر
کہاں روسیاہ فریدی کہاں آستاں تمہارا
Sochta Hoon Mai Woh Ghadi Kya Ajab | Naat Lyrics
Mere Dil Ki Zameen Par Hai Qadam Zahra Ke Bacchon Ka – Lyrics
Sukoon Paya Hai BeQasi Ne Hudood e Gham Se [Lyrics in Urdu]