Naat Lyrics

Sochta Hoon Mai Woh Ghadi Kya Ajab | Naat Lyrics

Sochta Hoon Mai Woh Ghadi Kya Ajab
– Naat Lyrics

Sochta Hoon Mai Woh Ghadi Kya Ajab Ghadi Hogi
Jab Dare Nabi ﷺ Par Hum Sabki Haazri Hogi

سوچتا ہوں میں وہ گھڑی کیا عجب گھڑی ہوگی
جب در نبی ﷺ پر ہم سب کی حاضری ہوگی

Aarzu Hai Seene Me Ghar Bane Madine Me
Ho Karam Jo Bande Par Banda Parwari Hogi

آرزو ہے سینے میں گھر بنے مدینے میں
ہو کرم جو بندے پر بندہ پروری ہو ہوگی

Baat Kya Hai Baade Saba Itni Kyu Muattar Hai
Sabz Sabz Gumbad Ko Choom Kar Chali Hogi

بات کیا ہے باد صبا اتنی کیوں معطر ہے
سبز سبز گنبد کو چوم کر چلی ہو گی

Sau Khulenge Uske Liye Rehmato Ke Darwaze
Naate Mustafa Jis Ne Ek Bhi Suni Hogi

سو کھلیں گے اس کے لیے رحمتوں کے دروازے
نعت مصطفی جس نے ایک بھی سنی ہو گی

Sochta Hoon Mai Woh Ghadi Kya Ajab Ghadi Hogi
Jab Dare Nabi ﷺ Par Hum Sabki Haazri Hogi

سوچتا ہوں میں وہ گھڑی کیا عجب گھڑی ہوگی
جب در نبی ﷺ پر ہم سب کی حاضری ہوگی

Dekh toh Niyazi Jara So Gaya Kya Deewana,

Unki yaad Mein Shayad Aankh Lag Gayi Hogi

دیکھ تو نیازی ذرا سو گیا کیا دیوانہ
ان کی یاد میں شاید آنکھ لگ گئی ہوگی

Sochta Hoon Mai Woh Ghadi Kya Ajab Ghadi Hogi
Jab Dare Nabi ﷺ Par Hum Sabki Haazri Hogi

سوچتا ہوں میں وہ گھڑی کیا عجب گھڑی ہوگی
جب در نبی ﷺ پر ہم سب کی حاضری ہوگی

Sochta Hoon Mai Woh Ghadi Kya Ajab (Image)

Sochta Hoon Main Woh Ghadi Kya Ajab Lyrics, Sochta Hoon Main Woh Ghadi Kya Ajab Naat Lyrics, Sochta Hoon Main Woh Ghadi Kya Ajab Roman Urdu Lyrics, Sochta Hoon Main Woh Ghadi Naat Lyrics, Naat Lyrics in Urdu, Naat Sharif Lyrics, Roman Urdu Naat Lyrics, Urdu Naat Lyrics, Madina Naat Lyrics, Ishq-e-Rasool Naat Lyrics, Beautiful Naat Lyrics, Islamic Naat Lyrics, Urdu Naat Sharif, Madani Naat Lyrics, Naat-e-Rasool ﷺ, Madina Munawwara Naat, Naat Lyrics, Urdu Islamic Naat, Famous Naat Lyrics

Sochta Hoon Main Woh Ghadi Kya Ajab Ghadi Hogi, Sochta Hoon Main Woh Ghadi Lyrics, Sochta Hoon Main Woh Ghadi Naat Lyrics, Madina Naat Lyrics, Naat Sharif Lyrics, Roman Urdu Naat Lyrics, Urdu Naat Lyrics, Ishq-e-Rasool Naat, Roza-e-Rasool Naat, Beautiful Naat Lyrics

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button