MERA BADSHAH HUSSAIN HAI [LYRICS]
Mera Badshah Hussain Hai
Manqabat Lyrics
Deen Ki Panah Hussain Hai
Mera Badshah Hussain Hai
Yeh Baat Kis Kadar Haseen Jo Keh Gaye Moinuddin
Ke Deen Ki Panah Hussain Hai, Mera Husain Hai
یہ بات کس قدر حسیں جو کہہ گئے معین الدین
کہ دین کی پناہ حسین ہے میرا بادشاہ حسین ہے
Aman Ka Mehromah Bhi Joh Shahon Ka Hai Shah Bhi
Aisa Badshah Hussain Hai, Mera Husain Hai
ﺍﻣﻦ ﮐﺎ ﻣﮩﺮ ﻭ ﻣﺎﮦ ﺑﮭﯽ ﺟﻮ ﺷﺎﮨﻮﮞ ﮐﺎ ﮬﮯ ﺷــﺎﮦ ﺑﮭﯽ
ﺍﯾﺴﺎ ﺑﺎﺩﺷﺎﮦ ﺣُﺴﯿﻦ ﮬﮯ میرا بادشاہ حسین ہے
Kare Koi Joh Hamsari Kisi Ki Kya Majal Hai
Hussain Har Lihaz Se Jahan Mein Bemisal Hai
Yeh Ho Chuka Hai Faisala Na Koi Dusra Hassan
Na Koi Dusra Hussain Hai, Mera Badshah Husain Hai
ﮐﺮﮮ ﮐﻮﺋﯽ ﺟﻮ ﮨﻤﺴﺮﯼ ﮐﺴﯽ ﮐﯽ ﮐﯿﺎ ﻣﺠﺎﻝ ﮬﮯ
ﺟﮩـــﺎﮞ ﻣﯿﮟ ﮬﺮ ﻟﺤﺎﻅ ﺳﮯ ﺣُﺴــــﯿﻦ ﺑﯿـﻤﺜﺎﻝ ﮬﮯ
ﯾﮧ ﮨﻮ ﭼﮑﺎ ﮨﮯ ﻓﯿﺼﻠﮧ، ﻧﮧ ﮐﻮﺋﯽ ﺩﻭﺳﺮﺍ ﺧُـــﺪﺍ
ﻧﮧ ﮐﻮﺋﯽ ﺩﻭﺳﺮﺍ ﺣُﺴــــــﯿﻦ ﮨﮯ ﻣﯿﺮﺍ ﺑﺎﺩﺷﺎﮦ ﺣُﺴـــــﯿﻦ ﮬﮯ
Deen Ki Panah Hussain Hai
Mera Badshah Hussain Hai
Hidayat-e-hussain Par Amal Karo Aye Mominon
Rahenge Hum Bahisht Mein Yakeen Rakho Aye Mominon
Kubul Hogi Har Dua Kisi Se Kyun Darein Bhala
Hamara Waasta Hussain Hai, Mera Husain Hai
ﮬـــﺪﺍﯾﺖِ ﺣُﺴـــــﯿﻦ ﭘﺮ ، ﻋﻤﻞ ﮐﺮﻭ ﺍﮮ ﻣﻮﻣﻨﻮ
ﺭﮬﯿﮟ ﮔﮯ ﮬﻢ ﺑﮩﺸﺖ ﻣﯿﮟ ، ﯾﻘﯿﮟ ﺭﮐﮭﻮ ﺍﮮ ﻣﻮﻣﻨﻮ
ﻗﺒﻮﻝ ﮬﻮ ﮔﯽ ﮬﺮ ﺩﻋﺎ، ﮐﺴﯽ ﺳﮯ ﮐﯿﻮﮞ ﮈﺭﯾﮟ ﺑﮭﻼ
ﮬﻤﺎﺭﺍ ﻭﺍﺳﻄﮧ ﺣُﺴـــــﯿﻦ ﮬﮯ ﻣﯿﺮﺍ ﺑﺎﺩﺷﺎﮦ ﺣُﺴـــــﯿﻦ ﮬﮯ
Duaon Mein Nidaon Mein Joh Wasta Isse Banaega
Bahisht Ki Joh Rahon Ka Rasta Isse Banaega
Na Waste Mein Tod Hai Na Raste Mein Mod Hai
Aisi Sidhi Rah Hussain Hai, Mera Husain Hai
دعاؤوں میں نواؤں میں اُنہیں وسیلہ جو بنائے گا
نہ راستے میں موڑ ہے نہ واسطے میں موڑ ہے
ایسی سیدھی راہ حسین ہے
Kaza Ke Baad Fir Mujhe Nayi Hayat Mil Gayi
Azab Se Itab Se Mujhe Nijat Mil Gayi
Sawal Jab Kiya Gaya Hai Kaun Tera Paishwan
Toh Maine Keh Diya Husain Hai,Mera Husain Hai
ﻗﻀﺎ ﮐﮯ ﺑﻌﺪ ﭘﮭﺮ ﻣﺠﮭﮯ، ﻧﺌﯽ ﺣﯿﺎﺕ ﻣﻞ ﮔﺌﯽ
ﻋﺬﺍﺏ ﺳﮯ ﻋﺘﺎﺏ ﺳﮯ، ﻣﺠﮭﮯ ﻧﺠﺎﺕ ﻣﻞ ﮔﺌﯽ
ﺳﻮﺍﻝ ﺟﺐ ﮐﯿﺎ ﮔﯿﺎ ، ﮬﮯﮐﻮﻥ ﺗﯿﺮﺍ ﭘﯿﺸﻮﺍ
ﺗﻮ ﻣﯿﮟ ﻧﮯ ﮐﮩﮧ ﺩﯾﺎ ﺣُﺴــــــﯿﻦ ﮬﮯ ﻣﯿﺮﺍ ﺣُﺴـــــﯿﻦ ﮬﮯ
Shaheed Karbala Ka Naam Jisse Bhi Na Gawar Hai
Wo Bad’amal Hai Bad’nasab Ussi Pe Be-shumar Hai
Arey Oh Dushman-e-azal Tu Mar Zara Qabar Mein Chal
Pata Chalega Kya Hussain Hai, Mera Husain Hai
شہید کربلا کا نام جس کو ناگوار ہے
وہ بد نظر ہے بد نصب اُنہیں میں یہ شمار ہے
ارے اُو منکرِ ازل تو مر ذرا قبر میں چل
پتا چلے گا کیا حسین ہے
More Naat Lyrics:
- WOH SUEY LA LAZAAR PHIRTEY HAIN NAAT LYRICS
- LAM YA’ATI NAZEERU KAFI NAZARIN
- DIL THIKANA MERE HUSSAIN KA HAI
- HUSSAIN JAISA SHAHEED-E-AZAM JAHAN MEIN KOI HUA NAHI HAI
- AHL E NAZAR KI ANKH KA TARA ALI ALI