Teri Rehmat Ki Ata – Junaid Jamshed (Lyrics)
Teri Rehmat Ki Ata – Junaid Jamshed (Lyrics)
Teri rehmat ki ata
Ae Rasool (saw) bhulen na kabhi
Terii rehmat ki ataa, Teri chahat jo mili
Sare nabiyon mein hai mera nabi
Mahshar mein jo kahe ummati ummati
Ae Rasool (saw) bhulen na kabhi
Terii rehmat ki ata, Teri chahat jo mili
Kaise wo din the sare alam me
Taskeen-e-dil di aap ne ghum me
Khushboo si phaili duniya me
Sare sahaba gulshan mehakta
Naam Muhammad Salli Ala
Ae Rasool (saw) bhulen na kabhi
Teri rehmat ki ataa, Teri chahat jo mili
Unke bina ham kuchh bhi nahin hain
Saari hai ye zindagi ye hi dua hai
Dil ne kaha hai nazren karam ho yun hi
Raste me unke jo bhi chala hai
Na jane kya kya usko mila hai
Khair-ul-waran unhen kahte hain
Wo hain sahara toote dilon ka
Naam Muhammad Salli Ala
Ae Rasool (saw) bhulen na kabhi
Teri rahmat ki ata, Teri chahat jo mili
Sare nabiyon me hai mera nabi
Mahshar me jo kahe ummati ummati
Ae Rasool (saw) bhulen na kabhi
Teri rahmat ki ata, Teri chahat jo mili
Lyrics Source: naathamd.com
TERI REHMAT KI ATAA – JUNAID JAMSHED & ALAMGIR
Read More;