Nabi ki Aamad Hai – Amad-e-Mustafa Marhaba | Lyrics in Urdu
Nabi ki Aamad Hai – Amad-e-Mustafa Marhaba
Hai aaj Jashne Wilaadat Nabi ki Aamad hai
Jalaao Shama-e-Mohabbat Nabi ki Aamad hai
Jahan mein bajti hai Nobat Nabi ki Aamad hai
Sunaao sab ko bishaarat Nabi ki aamad hai
Jalaao Shama-e-Mohabbat Nabi ki Aamad hai
Nabi ki Aamad hai Nabi ki Aamad hai
Manaao Jashne Wilaadat Nabi ki Aamad hai
Nabi ki Aamad hai Nabi ki Aamad hai
Machaao dhuum sabhi marhaba ke naaron ki
Manaao Jashne Wilaadat Nabi ki Aamad hai
Jalaao Shama-e-Mohabbat Nabi ki Aamad hai
Nabi ki Aamad hai Nabi ki Aamad hai
Pukaaro jor se diwaanon Ya Rasulallah
Milegi qalb ko raahat Nabi ki Aamad hai
Jalaao Shama-e-Mohabbat Nabi ki Aamad hai
Nabi ki Aamad hai Nabi ki Aamad hai
Utho adab se Salaato Salaam padhte hein
Ab aaya waqte Wilaadat Nabi ki Aamad hai
Jalaao Shama-e-Mohabbat Nabi ki Aamad hai
Nabi ki Aamad hai Nabi ki Aamad hai
Juluse Jashne Wilaadat mein Naat ki dhuumein
Machaao hai ye sa-adat Nabi ki Aamad hai
Jalaao Shama-e-Mohabbat Nabi ki Aamad hai
Nabi ki Aamad hai Nabi ki Aamad hai
Ghar Aamina ke chalo chal ke arz karte hein
Hamein ho bhikh inaayat Nabi ki Aamad hai
Jalaao Shama-e-Mohabbat Nabi ki Aamad hai
Nabi ki Aamad hai Nabi ki Aamad hai
Andheri ghor mein gabraao mat gunahgaron
Lo karlo Tum bhi ziyaarat Nabi ki Aamad hai
Jalaao Shama-e-Mohabbat Nabi ki Aamad hai
Nabi ki Aamad hai Nabi ki Aamad hai
Lipat ke Daamane Rehmat se Qabr mein Attar
Nikaalo aaj to hasrat Nabi ki Aamad hai
Nabi ki Aamad hai Nabi ki Aamad hai
Nabi Ki Amad Hai | New Rabi ul Awal Naat