Naat Lyrics
Meine Jab Aapki Dehliz ko Aaqa Chuma – Naat Lyrics in Urdu
Meine Jab Aapki Dehliz ko Aaqa Chuma
Naat Lyrics in Urdu
Meine Jab Aapki Dehliz ko Aaqa chuma
Yun laga Aapne jaise Mera Matha chuma
Aapko Khwab mein dekha to Mukaddar jage
Jhum utha Naat padhi ro diya lipta chuma
Shaed sa dod gaya hai Meri Shiriyanon mein
Jab kabhi padh ke Durood Apna Angutha chuma
Safare Arsh mein le jane ko Jibreel Jab aaye
Apne Kafuri Labon se Tera Talwa chuma
Manzilein rehti hein seene mein Muzaffar Mere
Wo jidhar se bhi gaye Meine Wo rasta chuma
میں نے جب آپ کی دہلیز کو آقا ﷺ چوما
میں نے جب آپ کی دہلیز کو آقا ﷺ چوما
یوں لگا آپ نے جیسے میرا ماتھا چوما
آپ کو خواب میں دیکھا تو مقدر جاگے
جھوم اُٹھا نعت پڑھی رو دیا لپٹا چوما
شہد سا دوڑ گیا ہے میری شریانوں میں
جب کبھی پڑھ کے دُرود اپنا انگوٹھا چوما
سفرِ عرش پہ لے جانے کو جبریل جب آۓ
اپنے کافوری لبوں سے تیرا تلوا چوما
منزلیں رہتی ہیں سینے میں مظفر میرے
وہ جدھر سے بھی گئے میں نے وہ رستہ چوما
Read More Naat Lyrics:
- Rahi Umar Bhar Jo Anis-e-Jaan – رہی عمر بھر جو انیسِ جاں – Naat Lyrics
- Ya Nabi Nuskhaye Taskheer Ko Mai Jaan Gaya – Naat Lyrics – Yousuf Memon
- Madine Se Bulawa Aa Raha Hai – مدینے سے بلاوا آرہا ہے – Naat Lyrics
- Ye Subh-e-Madina Ye Sham-e-Madina – Junaid Jamshed (Lyrics)
- Tere Roze Te Awan Mein – تیرے روضے تے آواں میں – Naat Lyrics