Urdu Islamic Quotes

Imam Ghazali Urdu Quotes – Imam Ghazali Life Lessons in Urdu

Imam Ghazali Urdu Quotes

Best collection of Imam Ghazali Urdu quotes for your inspiration. If you like these quotes then please consider sharing them with your friends.

Hazrat Ali R.A Quotes in Urdu | Sayings of Hazrat Ali R.A – With Images

Urdu Quotes | | Inspirational Islamic Quotes in Urdu | Life Changing Quotes in Urdu

SHEIKH SAADI LIFE CHANGING QUOTES IN URDU

 سب سے بڑی دولت زبان ذاکر، دل شاکر اور زن فرمانبردار ہے۔

Sab se bari dolat zuban zakir, dil shakir aur zan farman’bardar hai – Imam Ghazali

 

Imam Ghazali Urdu Quotes - Imam Ghazali Life Lessons in Urdu

محتاجوں سے مہنگا مال خریدنا احسان میں ہے اور صدقہ سے بہتر ہے۔

Mohtajon sy menhgaa maal kharidna ehsan mein hai

or sadqe se behtre hai

 

Imam Ghazali Urdu Quotes - Imam Ghazali Life Lessons in Urdu

عورت میں ایک کمزوری ہے جس کا علاج تحمل ہے، اسے رنج نہ دینا چاہیئے بلکہ اس کا رنج سہنا چاہئے۔

Aurat mein aik kamzori hai  kiska ilaj tahammul hai.

ussy ranj nah dena chahiye balke uska ranj sehna chahiye.

 

Imam Ghazali Urdu Quotes - Imam Ghazali Life Lessons in Urdu

 اگر تو اس قدر نماز پڑھے کہ پشت خم ہو جائے اور اس قدر روزے رکھے کہ بدن ہلال بن جائے

ہر گز فائدہ نہ پائے گا تاوقتیکہ مالِ حرام سے پرہیز نہ کرے گا۔

Agar tu is qadar nimaz pareh ke pusht khum ho jaye

or is qadar roze rakhe ke badan hilal bun jaye,

hargiz faida na pae ga jub tk maal-e-haram se parhez na kre ga.

– Imam Ghazali

 

Imam Ghazali Urdu Quotes - Imam Ghazali Life Lessons in Urdu

نیک عورت اور امر دنیا سے نہیں بلکہ اسبابِ آخرت سے ہے۔

Naik Aurat or Amar, Dunya se nahi balke asbab-e-akhirat se hai

 

Imam Ghazali Urdu Quotes - Imam Ghazali Life Lessons in Urdu

نکاح دین کا حصار ہے اور شہوت شیطان کا ہتھیار ہے، نکاح اسکے شر سے بچانے والا ہے۔

Nikah deen k ahisar hai or shehwat shaitan ka hathyar hai.

nikah uske shar se bachane wala hai

 

Imam Ghazali Urdu Quotes - Imam Ghazali Life Lessons in Urdu

اگر مستجاب الدعوات بننا چاہتے ہو تو لقمہ حلال کے سوا پیٹ میں کچھ نہ ڈالو۔

agar mustajahab-u-dawaat  ban’na chahte ho tou luqma halal ke siwa

pait mein kuch na dalo

 

Imam Ghazali Urdu Quotes - Imam Ghazali Life Lessons in Urdu

جس محفل میں جا کر خلاف شرح امور معلوم ہوں اور منع نہ کر سکتا ہو تو وہاں سے چلے آنا واجب ہے۔

jis mehfil mein ja karkhilaf-e-shrah amoor maloom hon or mana na kar

sakt aho tou wahan se chale jana wajib hai

 

Imam Ghazali Urdu Quotes - Imam Ghazali Life Lessons in Urdu

مہمان کے روبرو تھوڑا کھانا رکھنا بے مروتی ہے اور حد سے زیادہ رکھنا تکبر۔

Mehmam ke rubaru thora khana rakhna be-murawti hai 

or had se ziada rakhna takkabur

– Imam Ghazali

 

Imam Ghazali Urdu Quotes - Imam Ghazali Life Lessons in Urdu

 جس کا لباس باریک اور ہلکا ہو گا، اس کا دین بھی ضعیف ہو گا۔

Jis ka libaas bareek or halka ho gaya us ka deen bi zaeef ho gaya.

– Imam Ghazali

 

Imam Ghazali Urdu Quotes - Imam Ghazali Life Lessons in Urdu

 وہ دعوت سب سے بدتر ہے جس میں امیر بلائے جائیں اور مسکین نہ بلائے جائیں۔

woh dawat sab se bad’tar hai kis mein ameer bulain jaein

or maskeen nah bulain jain

 

Imam Ghazali Urdu Quotes - Imam Ghazali Life Lessons in Urdu

جو شخص حرام کھاتا ہے اسکے تمام اعضاء گناہ میں پڑ جاتے ہیں۔

jo shakhs haram khata hai,uske tamam a’aza

gunah mein par jate hain

 

Imam Ghazali Urdu Quotes - Imam Ghazali Life Lessons in Urdu

مخلوق سے ایسا معاملہ کرو جو ان سے اپنے حق میں پسند کرتے ہو۔

Makhlooq se aisa muamla karo jo unse 

apne haq main pasand karte ho

 

Imam Ghazali Urdu Quotes - Imam Ghazali Life Lessons in Urdu

اپنے معاملات سے ہوشیار اور چوکنا رہنا اور سوچ سمجھ کر کام کرنا سعادت کی کنجی ہے۔

 Apne muamalat se hoshiar or chokana rehna or soch smajh kr kaam krna sa-adat ki kunji hai – Imam Ghazali

 

Facebook logo and symbol, meaning, history, PNG

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button