Naat Lyrics

Fazl-E-Rabbul ula Aur Kya Chahiye

Fazl-E-Rabbul ula Aur Kya Chahiye

Fazl-e-Rabbul ula aur kya chahiye
Mil gaye Mustafa  aur kya chahiye

Daaman e mustafa jiss kay haathon mayn he
Uss ko roz e jaza aur kya chahiye

Gumbad e sabz khuabon mayn aanay laga
Haazri ka sila aur kya chahiye

Fazl-e-Rabbul ula aur kya chahiye
Mil gaye Mustafa  aur kya chahiye

Bheek kay saath hii un kay darbaar say
Mil rahii he dua aur kya chahiye

Yay jabeen aur riyaaz ul jannah ki zameen
Ab qaza kay siwa aur kya chahiye

Hesikandar sana khuan shaah e umam
Izzat o martaba aur kya chahiye

Fazl-e-Rabbul ula aur kya chahiye
Mil gaye Mustafa  aur kya chahiye

Read More Naat Lyrics

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button