Comments
Best Urdu Quotes Images | Deep & Wise Quotes in Urdu

Here are some of the inspirational Islamic urdu quotes that you can look up to.
You can share these life changing quotes with your friends.
Islamic/Urdu Beautiful and life changing Quotations with Images.
jab tum kisi ko apna dost banao tou apne dil mein aik qabrustan bana lo jahan tum uski burian dafan kar sako
jism zahiri ki kasafat ilm ke noor sy he saaf hoti hai, or batini kasafat ilm par amal karne sy saaf hoti hai
insaan ke andar itin aqal honi zarori hai keh wo saadat-o-shaqafat or hadayat-o-dalalat ka farq samajh sakay
dost ki kamayabi par maghmoom hona itna dushwar nahin jitna uski kamayabi par masroor hona mushkil hai
jo shaks tumhari nigahon sau tumhari zaroorat ko smajh nahi sakta usy kuch keh kar khud ko sharminda na karo
aqalmand us waqt tak kuch nahi kar sbolta jab tak sab khamosh nahi ho jate
kisi ke ansoo ko zameen par girne say pehle apne saman mein jazab karlo, yehi insaniat ki mairaj hai
Islam ki woh deen hai jisne tamam insanon ko brabar ka darja diya hai
Yeh dunya aik bank ki tarah hai, aj is mein jo jama kroge kal qayamat wale din is mein sy wohi mile ga
behtreen insaan wo hai jo doosron sy ziada aone ayoob par nazar rakhe
Tum Haq Baat Kehne Sy Na Daro. Kiun Keh na Koi Tumhain Mout De Sakta Hai Or Na Koi Tumhara Risq Kam Kar Sakta Hai
Jo Dost Ke Dukh Ko Dekh Kr Dukhi Nahi Hote Un Pe Bari Afat Hai
Milne Ke Sirf Do He Mayar Hote Hain, Khoon Milta Ho, Ya Khayalaat Milte Hon
Hunar Insaan Ka Sab Sy Bara Dost Hai
Shohar Ko Ghulam Banane Wali Biwi Ghulam Ki He Biwi Kehlati Hai
Apka Aik Lafz Zakham Bhi Laga Sakta Hai Or Marham Bhi Ban Sakta Hai, Iktiar Apke Paas Hai
Aqil Wo Hai Jise Risq-e-Halal Shukr Sy Baaz Nahi Rakhta Or Na Kabhi Haram Uss Ke Sabr Par Ghalib Ata Hai
Sirf Apni Zubaan Par Qabu Paa Lene Sy Aap Buhat Si Mushkilaat Sy Bach Sakty Hain
Sharafat Sy Jhuka Hua Sar Nidamat Sy Jhuke Huye Sar Sy Behtar Hai
Kuch Log Khaton Ki Tarah Hote Hain Jinhain Baar Baar parh kar Bhi Dil Nahi Bharta
Koi dunya Ko Tabdeel Karne Ki Baat Karta Hai Lekin Khud Ko Tabdeel Karne Ki Taraf Buhat Km Aaty Hain
Mout Ko Yaad Rakhna Nafs Ki Tamam Bimarion Ka Ilaaj Hai
Boorhay Ki Raye Jawan Ki Quwat-o-Taqat Say Ziada Achi Hoti Hai
Sharafat Apni Buland Himmati Say Hasil Hoti Hai Na Keh Baap Dada Par Fakhar Karne Sy
Jo Khud Apne Nafs Ko Arasta Nahi Kar Sakta Woh Doosron Ke Nafs Ki Islah Kaise Kar Sakta Hai?
Achi Tarbiat Or Adaab Say Barh Kar Waledain Ka Apni Aulad Ko Koi Tohfa Nahi
Daulat Say Admi Khushamad Tou Khareed Sakta Hai Lekin Muhabbat Nahi
Jo Shaksh Tumhare Saamne Dosron Ke Ayoob Nayan Karta Hai Wo Yaqeenan Dosron Ke saamne Tumhari Burai Bhi Karta Hoga
Kisi Buzdil Ko Apna Musheer Na Banao Kiun Keh Wo Tumhare Dilon Or Hoslon Ko Pusht Kar Dega
Behtreen Amal Logon Ko Dena Hai Logon Sy Lena Nahi
Inspirational Islamic Quotes in Urdu (With Pictures)
Muhtajon Say Maal Mehnge Damon Khareedna Ehsaan Mai Shamil Hai
Mukhalifat-e-Nafs Tamam Ibadaton Ka Sar Chashma Hai
Sakoon Hasil Karne Ki Fikr Chorr Do Sakoon Dene Ki koshish Karo Tou Sakoon Khud Ba-Khud Mil Jaye Ga
Jab Yum Sakoon Ki Kami Mehsoos Karo Tou Apne RAB Ke Hazoor ‘Tauba’ Karo Kiun Keh Insaan Ke Gunah He Hian Jo Dil Ko Be-Chain Rakhte Hain.
Es Dunya Mein Naik Chalni Ka rasta Doosri Diunya Mein Nijaat Ki Sarak Hai
Haq Parast Agarche Tadaad Mein Km Hote Hian Lekin Unki Qadr-o-Manzilat Ziada Hoti Hai
JIs Tarah Jannat Mein Rona Ajeeb Si Baat Hai Ussi Tarah Dunya Mein Hansna Bhi Ta’ajub Angaiz Hai Kiun Keh Na Tou Jannat Rone Ki Jagah Hai Or NA Dunya Hansne Ki Jagah Hai
Hikmat Ki Baat Goya Momin Ki Gum Shuda Cheez Hai Jisse Woh Jahan Dekhta Hai Le Leta Hai
Woh Amal Jo Baghair Ilm Ke Ho, Usay Bimaar Jano Or Woh IlmJo Bghair Amal Ke Ho Usay Bekaar Jano
Jis Tarah Jahalat Ki Baat Kehne Mai Khoobi Nahi Usi Tarah Haq Baat Mein Chup Rehen Mein Bhalai Nahi
Jis Shaks Ka Raaz Uske Seeny Mein Nahi Samaa Sakta Us Ke Bachao Ki Koi Tadbeer Nahi
Woh Ilm Be-Kaar Hai Jo Insaan ko Kaam Karna Tou Seekha Dy Lekin Zindag Guzarna Na Seekhaye
Khazan Ke Pat’ton Ko Haqeer Mat Samjho Kiun Keh Un He Pat’ton Ke Girne Say Bahar Ati Hai
Nayi Buniadain Wohi Log Bhar Sakte Hain Jo Ess Raaz Say Wakif Hon Keh Purani Buniadain Kiun Baith Gain
Jo Darakht Jitna Ziada Phal Deta Hai Us Par Utne Ziada Pathar Atay Hain
Dunya Ki Sab Say Bari Ghareebi Be-Aqali Hai
Jo Shaks Ilm Ki Musibat Nahi Jhailta Usay Hamesha Jahalat Ki Zillat Jhailna Parti Hai
Ghair Zaroori Tanqeed Wo Talwar Hai Jo Sab say Pehle Khoobsurat Taluqaat Ka Sar Qalam Karti hai
Munafaqat Ke Rishton Say Sar-e-Aam Nafrat Behter Hai
Rihton Ki Rassi Tab Kamzor Hoti Hai Jab Insaan Ghalat Fehmi Ke Natije Main Paida Hone Wale Sawalat Ke JAwabat Bhi Khud He Bana Leta Hai
Hazrat Umar R.A Ki 6 Nasihatain
Umar Ka Taluq Salon Say Nahi Hota Ba’az Auqaat Insaa Ain Jawani Mai Sadion Purana Ho Jata Hain
Ghalti Hamesha Qabil-e-Maafji Hoti Hai Agar Maan Li Jaye Tou
Ghusse Ke Waqt Bardasht Ka Aik Lamha Tumhain Hazaar Dafa Sharminda Hone Say Bacha Sakta Hai
Ghurbat Khairat say Nahi Insaaf Say Khatam Hoti Hai
Doulat Ki Namaish Sirf Wohi Log Karte Hain Jin Ke Paas Doulat Ke Siwa Kuch Nahi Hota
Sab Say Behtreen Liqma Woh Hota Hai Jo Apni Mehnat Say Hasil Kiya Jaye
Khush Ikhlaaq Logon Say Khush Ikhlaqi Say Paish Ana Koi Kamal Nahi
Balkeh Bd-Ikhlaaq logon Say Khush Ikhlaqi Say Paish Ana Kamal Hai
Bolna Sab Ko Ataa Hai Bss Kisi Ka Damagh Bolta Hai, Kisi Ka Ikhlaq Bolta Hai Or Kisi Ki Zubaan
Zameen Aqal-Mandon Say Tou Bhar Gayi Lekin Dard-Mandon Say Khali Hai
Apni Awaz Ki Bajaye Apne Dalail Ko Buland Krain Kiun Keh Phool Badal Garajnay Say Nahi Balkeh Barasnay Say Ugtay Hain
Zindagi Ustad Say Bhi Ziada Sakhat Hoti Hai
Ustad Sabaq Day Kar Imtehan Laita Hai
Zindagi Intehan Lekr Sabaq Deti Hai
Ikhlaq Aik Dukan Hai Or Zuban Uska Tala Hai
Tala Khulta Hai Tou Maloom Hota Hai Keh Dukan Sone Ki Hai Ya Koilay Ki
Agar Rizq Aqal Or Danashwari Say Milta Tou Janwar Or Bewaqoof Bhooke Mar Jaate
Ikhlaaq Bhi Rizq Hai Jo Qismat Walon Ko He Milta Hai
Jin Logon Ke Pass Paisa Hota Hai Woh Samjhtay Hian Keh Aqal Bhi Unhi Ke Pass Hai
Wo Shakhs Kamayab Nahi Ho Sakta Jis Mein Nakami Ka Khof Kamayabi Ki Chahat Say Ziada Ho
Cookie | Duration | Description |
---|---|---|
cookielawinfo-checkbox-analytics | 11 months | This cookie is set by GDPR Cookie Consent plugin. The cookie is used to store the user consent for the cookies in the category "Analytics". |
cookielawinfo-checkbox-functional | 11 months | The cookie is set by GDPR cookie consent to record the user consent for the cookies in the category "Functional". |
cookielawinfo-checkbox-necessary | 11 months | This cookie is set by GDPR Cookie Consent plugin. The cookies is used to store the user consent for the cookies in the category "Necessary". |
cookielawinfo-checkbox-others | 11 months | This cookie is set by GDPR Cookie Consent plugin. The cookie is used to store the user consent for the cookies in the category "Other. |
cookielawinfo-checkbox-performance | 11 months | This cookie is set by GDPR Cookie Consent plugin. The cookie is used to store the user consent for the cookies in the category "Performance". |
viewed_cookie_policy | 11 months | The cookie is set by the GDPR Cookie Consent plugin and is used to store whether or not user has consented to the use of cookies. It does not store any personal data. |