Wo Nabiyon Me Rehmat Laqab Pane Wala

Admin
Wo Nabiyon Me Rehmat Laqab Pane Wala

Wo Nabiyon Me Rehmat Laqab Pane Wala

Wo Nabiyon Mai Rehmat Laqab Pane Wala
Ussi Sey Hai Islam Ka Bol Bala

Wo Sar Chashma e Noor e Fatah e Mobeen Hy
Wohee Mash’al e Raah e Azam o Yaqeen Hy

Ussi Sey Hamarey Dilon Mei Ujaala
Ussi Sey Hai Islam Ka Bol Bala

Wo Nabiyon Mai Rehmat Laqab Pane Wala
Ussi Sey Hai Islam Ka Bol Bala

Ussi Key Ye Hum Pr Hain Ahsaan Saare
Qadam Manzilen Choomti Hain Hamaare
Ussi Ney Andheron Sey Hum Ko Nikaala
Ussi Sey Hai Islam Ka Bol Bala

Wo Nabiyon Mai Rehmat Laqab Pane Wala
Ussi Sey Hai Islam Ka Bol Bala

Sahaara Diya Us Key Naqsh e Qadam Ney
Ussi Ki Tawajjoh Ussi Key Karam Ney
Zamaney Key Girte Huwon Ko Sanbhaala
Ussi Sey Hai Islam Ka Bol Bala..

Wo Nabiyon Mai Rehmat Laqab Pane Wala
Ussi Sey Hai Islam Ka Bol Bala

Ussi Ki Mohabbat Hy Eeman e Kaamil
Ussi Sey Mila Hum Ko Irfaan e Manzil
Ussi Ney Humen Jaada e Haq Pey Daala
Ussi Sey Hai Islam Ka Bol Bala..

Wo Nabiyon Me Rehmat Laqab Pane Wala
Ussi Sey Hai Islam Ka Bol Bala

Read More Lyrics:

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Next Post

Koi Saleeqa Hai Aarzoo Ka Na Bandagi Meri Bandagi Hai

Koi Saleeqa Hai Aarzoo Ka Na Bandagi Meri Bandagi Hai | Naat Lyrics in Urdu Koi saleeqa hai aarzoo ka, na bandagi meri bandagi hai Yeh sab tumhara karam hai Aaqa keh baat ab tak bani hui hai Kissi ka ehsan kyon uthain, kissi ko haalat kyon batain Tumhein se […]
Koi Saleeqa Hai Aarzoo Ka Na Bandagi Meri Bandagi Hai
Duas to Increase Rizq & Wealth | Duas for Provision Islamic Duas! Recite this 100 Times a day! Easy Dhikr! 4 Promises that ALLAH Made in Holy Quran! SABR.. Beautiful. Masha’Allah ❤ Istighfar Dua Collection! Beautiful Masjid Al Haram Makkah ❤