Tamanna Muddatau Sai Hai Jamaal-e-Mustafa Daikhoun

Admin
Tamanna Muddatau Sai Hai Jamaal-e-Mustafa Daikhoun

Tamanna Muddatau Sai Hai Jamaal-e-Mustafa Daikhoun – Naat Lyrics in Urdu

Tamanna Muddatau Sai Hai Jamaal-e-Mustafa Daikhoun

Imaam-ul-Ambiya Daikhoun, Habeeb-e-Kibriya Daikhoun

Wo Jin Kai Dam Qadam Sai Subh Nai Bhi Roshni Paayi

Munawwar Kar Diya Jis Nai, Faza Wo Rehnuma Daikhoun

Wo Jin Ki Barkato Sai Abr-o Baara Bastai Aalam Mai

Tamanna Qalb-e-Mudhtar Ki Wo Durre Bai Baha Daikhoun

Qadam Baahir Madinah Sai Tasawwur Mai Madinah Hai

Ilaahi Ya Ilaahi Azmato Ki Intiha Daikhoun

Yai Dunya Bai Thubaat-o Bai Wafa-o Gham Ka Gehwaara

Yai Hai Matloob Daare Bai Wafa’i Mai Wafa Daikhoun

Tamanna Muddatau Sai Hai Jamaal-e-Mustafa Daikhoun

Wo Mabda Khalq-e-Aalam Ka Durood Un Par Salaam Un Par

Maire Maula Yai Mauqa Dai Ke Khatm-ul-Ambiya Daikhoun

Kabhi Ho Husn Ki Mehfil, Kabhi Ho Shauq Ka Manzar

Kabhi Aasu Ki Zanjeero Mai Aashiq Ki Sada Daikhoun

Rasool-un-qaasim-ul-khayra-ti-fid-dunya-wa-fil-‘uqba

Shafeeqaz Nafs-e-Maadar Maa Nabi-e-Mujtaba Daikhoun

Dar-e-Jannat Pai Haazir Ho’u Rasool-e-Paak Kai Ham

Raah Shafaa’at Ka Yai Manzarya Khuda Ya Mai Raza Daikhoun

Tamana Muddatau Sai Hai Jamaal-e-Mustafa Daikhoun

Imaam-ul-Ambiya Daikhoun, Habeeb-e-Kibriya Daikhoun

Read More Naat Lyrics:

ISLAMKIDUNYA.COM

COLLECTION OF NAAT LYRICS

URDU NAAT – PUNJABI NAAT – ALL NAATS

YOU CAN LISTEN MP3 NAATS BY CLICKING NAATS MP3

FOR NAAT VIDEOS CLICK HERE

Average Rating

5 Star
0%
4 Star
0%
3 Star
0%
2 Star
0%
1 Star
0%

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Next Post

Tauba Qabool ho, Meri Tauba Qabool Ho

Tauba Qabool ho, Meri Tauba Qabool Ho – Lyrics in Urdu Tauba qabool ho, meri touba qabool ho Ya Rab mein gunahgar hoon touba qabool ho Isyaan pay sharm sar houn, touba qabool ho. Jaan sozo dil pigar houn, touba qabool ho Sartapa inqisar hoon, touba qabool ho. Touba qabool […]
Tauba Qabool ho, Meri Tauba Qabool Ho

You May Like

Duas to Increase Rizq & Wealth | Duas for Provision Islamic Duas! Recite this 100 Times a day! Easy Dhikr! 4 Promises that ALLAH Made in Holy Quran! SABR.. Beautiful. Masha’Allah ❤ Beautiful Masjid Al Haram Makkah ❤