Islamic QuotesUrdu Islamic Quotes
Inspirational Islamic Quotes in Urdu with Beautiful Images
Best Quotations in Urdu | Islamic Quotes in Urdu | Amazing Urdu Quotes
Islamic Dua Quotes in Urdu – Islamic Aqwal-e-Zareen – Islamic Duain – Urdu Duain – Islamic Adab Quotes in Urdu
Sajde Ki Toufeeq Milna Bhi RAB Ki Naimton Mein Sy Aik Naimat Hai
Ya ALLAH! Hamain Bhi Apne Ghar Ki Ba-Adab Hazri Naseeb Farma – Ameen
Ay hamesha se zindah aur hamesha qaim rehne wali zaat
teri rehmat ke sadqy mein madad chahta hon.
kareem itna hai keh naraaz bhi ho to
bhooka nahi rehne deta
aur jab Allah thaam laita hai
to koi nahi gira sakta
Ya ALLAH ham tamam musalmano apni rehmat say muaaf farma. ameen
Jin Ka Bharosa ALLAH ho Unki Manzail Qamayabi Hai
Jis ALLAH Ny Aj Tak Sambhal Rakha Hai Wo Ka Bhi Sambhaal Le ga
Sajde Ki Khubsorti Yeh Hai Keh Hum Zameen Par Sargoshi Karte HAIn Or Woh Arsh Par Suni Jati Hai
Wo Sab Janta Hai Keh Kis Ko Kab Or Kya Dena Hai
Jisne Bin Mange At’a Kiya, Maangne Par Kiun Mayoos Kare Ga
ALLAH Jab Kisi Ki Madad Karna Chahy Tou La-Maloom Sy Aisy Sabab Bana Deta Hai Keh Na Honnaa Bhi Hona Ho Jata Hai
Naseeb Ka Likha Mil Kar Rehta Hai, Kab, Kahan, Kaise Ye Sab Mera RAB Janta Hai
Ya ALLAH! Tu Mera ‘Malik’ Hai, Tu ‘Rahim’ Hai, Teri Zaat Sab Sy Azeem Hai. Ay Mere Malik Mere Gunahon Ko Maaf Farma Dy.
Ameen
Bhair Bakrian Insaanon Sy Ziada Ba-Khabar Hoti Hain Kiun Keh Charwahy Ki Awaz Par Charna Chorr Deti Hian Or INsaan Apni Khwahish Ki Khatir Ahkam-e-Ilahi Ki Bhi Parwa Nahi Karta.
– Khwaja Hassan Badri R.A
Sirf ‘ISLAM’ He Aisa Deen Hai Jo Zindagi Ke Har Pehloo Mein Madad Karta Hia – Maulana Rumi
Dono Soortain Yaqeen Ki Hain. Koi “ALLAH’ Ke Liye Sab Chorr Deta Hai Or Koi “ALLAH” Pe Hi Sab Kuch Chorr Deta Hai.
Jab ALLAH Kidi Dy Naraz Hota Hai Tou Usay Apne Sy Ghafil Karke Kisi Aisi Cheez Ki Talab Mein Laga Deta Hai Jo Uski Qismat Mein Nahi Hoti
Neend Ko Ibadat Banane Ka Asaan Tareeqa Hai Keh Aap Ba-Wuzu So Jaya Krain. – Wasif Ali Wasif
Gunah Mein Lazzat Zaroor Hai Magar Sakoon Nahi, Gunah Ka Mauqa Na Milna ALLAH Ki Naimaton Mein Sy Aik Naimat Hai.
Ay Rabbal Alamin!
Beshak zameen or asmaan mein Teri badshahi hai. Apne Habib Sallalahu Alaiyhe Wasalam ke saqde hamari preshanian dur farma. Ameen
ALLAH PAK! ham sab ko a’ata farma wo zuban jis mein halawat ho, wo ankh jis mein haya ho…… Ameen
Ay Parwardigar!
ham musalmanon ko apas mein itihaad-o-ittifaq naseeb farma. Ameen
Ay ALLAH!
meri or sab ki mushkil asan farma. Ameen
dua hai ALLAH RABBAL A’ALAMEEN sy!
Allah Pak hamare saghira or kabira gunahon ko maaf farmaye. Ameen
Ya ALLAH!
hamari tamam kotahion ko maaf farma, ham par Apna rehma-o-karam farma. Ameen
Ya ALLAH!
Apni khaas bakshish sy hamain baksh dy or ham par reham-o-karam farma. Ameen
Ay mere RAB!
Apni rehmat sy ham ko apne saleh bandon mein dakhil kr. Ameen
Ya ALLAH! Hamare gunahon ko maaf farma. Ameen
Ya ALLAH!
Hamare haal pe reham farma. Ameen
Ya ALLAH!
ham par apni rehmat nazil farma. Ameen