Khalid Mehmood KhalidNaat Lyrics

Ab Meri Nigahon Mein Jachta Nahi Koi (Naat Lyrics)

Ab Meri Nigahon Mein Jachta Nahi Koi 

Poet: Khalid Mehmood Khalid

Ab Meri Nigahon Mein Jachta Nahi Koi
Jaise Mere Sarkar ﷺ Hain Aisa Nahi Koi

Tum Sa To Haseen Aankh Ne Dekha Nahi Koi
Ye Shaan-E-Latafat Hai Ke Saya Nahi Koi

Ae Zarf-E-Nazar Dekh Magar Dekh Adab Se
Sarkar ﷺ Ka Jalwa Hai Tamasha Nahi Koi

Kehti Hai Yehi Tor Se Ab Tak Shab-E-Miraj
Deedar Ki Taqat Ho To Parda Nahi Koi

Hota Hai Jahan Zikr-E-Muhammad ﷺ Ke Karam Ka
Is Bazm Mein Mehroom Tamanna Nahi Koi

Aizaz Ye Haasil Hai To Haasil Hai Zameen Ko
Aflak Pe To Gumbad-E-Khazra Nahi Koi

Sarkar ﷺ Ki Rehmat Ne Magar Khoob Nawaza
Ye Sach Hai Ke Khalid Sa Nikamma Nahi Koi

 

Ab Meri Nigahon Mein Jachta Nahi Koi
Lyircs in Urdu

اب میری نگاہوں میں جچتا نہیں کوئی
جیسے میرے سرکار ﷺ  ہیں ایسا نہیں کوئی

تم سا تو حسیں آنکھ نے دیکھا نہیں کوئی
یہ شان لطافت ہے کہ سایہ نہیں کوئی

اے ظرف نظر دیکھ مگر دیکھ ادب سے
سرکار ﷺ کا جلوہ ہے تماشہ نہیں کوئی

کہتی ہے یہی طور سے اب تک شب معراج
دیدار کی طاقت ہو تو پردہ نہیں کوئی

ہوتا ہے جہاں ذکر محمد ﷺ کے کرم کا
اس بزم میں محروم تمنا نہیں کوئی

اعزاز یہ حاصل ہے تو حاصل ہے زمیں کو
افلاک پہ تو گنبد خضرا نہیں کوئی

سرکار ﷺ کی رحمت نے مگر خوب نوازا
یہ سچ ہے کہ خالد سا نکما نہیں کوئی

اب میری نگاہوں میں جچتا نہیں کوئی
جیسے میرے سرکار ﷺ  ہیں ایسا نہیں کوئی

 

شاعر : خالد محمود خالد

 

Read More:

Sochta Hoon Mai Woh Ghadi Kya Ajab | Naat Lyrics
Kaabe Pe Pari Jab Pehli Nazar – Lyrics 
Hum Ne Ankhon Se Dekha Nahi Hai Magar – Naat Lyrics
Wo Shehr e Mohabbat Jahan Mustafa Hain – Naat Lyrics in Urdu

Follow Us On:
Pinterest |  Twitter

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
10 Easy Ways To Ask for Forgiveness 20 Best Times For Dua 🤲 Huge Rewards In Just 2 Minutes. RECITE THIS AFTER SALAH 7 WAYS TO INCREASE RIZQ Wipe Away Major And Minor Sins. Inspirational Islamic Quotes for Daily Life! Friendship Quotes for Muslims – Islamic Friendship Quotes [Web Story] Takbir Al Tashreeq – اللَّهُ أَكْبَرُ اللَّهُ أَكْبَرُ Talbiyah: Labaik Allahumma Labbaik | لَبَّيْكَ ٱللَّٰهُمَّ لَبَّيْكَ