Inspirational Islamic Quotes in Urdu with Beautiful Images
Inspirational Islamic Quotes in Urdu with Beautiful Images
Best Quotations in Urdu | Islamic Quotes in Urdu | Amazing Urdu Quotes
https://www.youtube.com/watch?v=q_mJhFgkVhM
Gunah per nidamat gunah ko mita deti hai.
Naiki per guroor naiki ko tabah kr deti hai – [HAZRAT ALI]
Kisi ko ache amal sy dili khushi dena hazaar sajde karne sy behtr hai.
Kitna khoobsurat ahsas hai ke jab hum “ALLAH” sy dil ki baat kehty hain
tou wo sab kuch jante huye bhi hamari baat sun’na chahta hai.
– Ashfaq Ahmad
Inspirational & Life Changing Islamic Quotes in Urdu
Meri lakh buriyon ko jante huye bhi
mujh sy be-had muhabat krne war sirf mera “ALLAH” hai.
Kamyab log apne faislon sy dunya badal dete hain
aur kamzor log dunya ke dar sy apny faisle badal daite hain.
Beautiful Quran Quotes / Verses In Urdu [With Pictures]
Best Urdu Quotes | Inspirational Islamic Quotes in Urdu with Beautiful Images
https://www.youtube.com/watch?v=IbGzdxHxXMs
Arastu sy kisi ny kaha:
Mai ny aik mua’tbar shaksh sy tumhare baary mai kuch galt baatain suni hain
Arastu ny jawab diya ‘geebat krne wal mua’tbar kaise ho gya’.
Islamic Quotes in Urdu with Images
Ashfaq Ahmad:
Sabar ka ghoont doosron ko pilana asaan hai,
khud peety huye pta chalta hai ke aik aik qatra peena kitna bhaari parta hai
Kisi ny darwaish sy pucha dunya mai sab dukhi kiun hain?
Darwaish ny jawab diya ‘Khushian sab ke pass hain,
Bss aik ki khushi doosre ka dard ban jati hai’
SHEIKH SAADI LIFE CHANGING QUOTES IN URDU
Alfaaz He Sab Kuch Hote Hain
Dil CHeer Bhi Lete Hain, Dil Jeet Bhi Lete Hain
Beautiful Quran Quotes / Verses In Urdu [With Pictures]
Insaan Ghairon Sy Mili Izzat Or
Apno Sy Milli Zillat Kabhi Nahi Bhoolta
– Ashfaq Ahmad
Buhat Sy Log Khofzada Ho Jain
Agar Wo Ainay Mai APne Chehray Ke Sath Sath
Apna Kirdaar Dekh Paayain
Insaan Jitna MArzi Bhaag Lay, Jitna Marzi Hatj Paon Maar Lay,
Magar Kis Ny Kis ko Kahan Milna, Kab Or Kaise Milna Hai
Ye Faisly Kahein Or Hoty Hain
Inspirational Islamic Quotes in Urdu with Beautiful Images
Ibadat Zameen Ma Gumnaam Rehne Wale ko
Asmaan Mai Ma’aroof Bana Deti Hai
ALLAH Ke Wali Ki Sohbat Ke Chand Lamhay
Sou Saal Ki Be-Reya Ibadat Sey Behter Hain
– Maulana Rumi Sayings
Nafs Wo Kuta Hia Jo Insaan Ghalat Kaam Karwane Ke Liye
Us Waqt Tak Bhonkta Rehta Jab Tak Wo Ghalat Kaam Karwa Na Ley
Lekin Sone Sy Pehle Zameer Jaga Deta Hai
– Imam Ghazali Quote
Mai Baba G Se Pucha Hasad Kiya Hai ?
Kehne Lage RAB Ki Taqseem Sy Ikhtilaaf Karna!!
– Ashfaq Ahmad ki Batain
Karwi Zuban Wale Ka Shahad Bhi Nah Bikta
Meethi Zubaan Wale Ki Mirchain Bhi Bik Jati Hain
Inspirational Islamic Quotes in Urdu with Images
Jo Dosron Ko Izzat Deta Hai Asal Mai Wo Khud Ezzat-Daar Hota Hai
Kiun Keh Insaan Doosron Ko Wohi Deta Hai jo Us KE Paas Hota Hai
Cheek-o-Pukaar Insaan Ke Waqar Mai Kam KA Baa’iss Banti Hai
Logon Ko Apni Khamoshi Se Khofzada Karna Seekho
Sach Bolne Ka Shoq Ho Tou APne Baary Mai Bolo
Logon Ki Zindagi Azaad Mat Bnain
– Ashfaq Ahmad Quote
Lafzon Ke Daant Nahi Hote
Magar Ye Kaat Zaroor Lete Hain
– Ashfaq Ahmed Quotation
Beshak Mushkil Waqt Bata Kar Nahi Ataa Magar!!
Seekha Kar Or Samjha Kr Buhat Kuch Jata Hai
So, these were some of the inspirational Islamic quotes that you can look up to. You can share these life changing quotes with your friends.