Jo Lamhe Thay Sukoon Ke Sab Madine Mein Guzaar Aaye – Naat Lyrics in Urdu
Jo Lamhe Thay Sukoon Ke Sab Madine Mein Guzaar Aaye
Dil e muztar watan me ab tujhe kyunkar qaraar aaye
Khazaan ko hukm hain daakhil na ho Taiba ki galio me
Ijazat hain naseem aaye, saba aaye, bahaar aaye
Wo basti ahle dil ki aur deewaano ki basti hain
Gaye jitne khirad naazaan wo daaman taar taar aaye
Jabeen ho unke dar par haath me roze ki jaali ho
Ye lamhe zindagi me ae Khuda phir baar baar aaye
Ta’ayun Mimber aur Mehraab ka kyunkar bhala hota
Jahaan naqsh e qadam dekhe wahi sajde guzaar aaye
Qalam jab se hua hain khum Adeeb Aqa ki midhat me
Bare rangeen hue mazmoon bare naqsh o nigaar aaye
Jo Lamhe Thay Sukoon Ke Sab Madine Mein Guzaar Aaye
- AANAY WALO YE TOU BATAO SHEHAR-E-MADINA KAISA HAI
- BULALO PHIR MUJHAY AEY SHAH-E-BAHROBAR, MADINE MAIN
- GHAM SABHI RAHAT O TASKEEN MEIN DHAL JAATE HAIN
- HAQEEQAT ME WOH LUTFE ZINDAGI PAYA NEHI KARTE LYRICS
اُرْدُو نعت لیرکس
- اے صبا مصطفٰی سے کہہ دینا غم کے مارے سلام کہتے ہیں
- حالِ دل کس کو سناوں آپ کے ہوتے ہوئے
- قربان میں اُن کی بخشش کے مقصد بھی زباں پر آیا نہیں
امام اعظیم ابو حنیفہؒ کی علمی بصیرت
مسجد النبوي مدينه المنوره كا دسترخوان اور ايک دسترخوان كا ايك واقعه
URDU/ENGLISH WEBSITES RELATED TO ISLAM. ISLAMIC WEBSITE FOR PREACHING & EDUCATING ISLAM, KNOWLEDGE AND INFORMATION IN THE LIGHT OF QURAN AND SUNNAH. COLLECTION OF NAAT LYRICS
YOU CAN FIND ISLAMIC ARTICLE/BLOG HERE IN