Dam Ba Dam Allah Ho Allah Ho – Hamd Lyrics

Admin
Dam Ba Dam Allah Ho Allah Ho - Hamd Lyrics

Dam Ba Dam Allah Ho Allah Ho

Hamd Lyrics

Allah Ho Allah Ho Dam Ba Dam Allah Ho Allah Ho

Har Jagha Har Ghari Har Jagha Har Ghari Har Kadam Allah Ho

Allah Hye Allah Hye Allah Hye Allah Hye

Lamha Lamha Basar Ho Tere Zikar Main

Zindgi Ka Safar Ho Tere Zikar Main

Bas Zaban NagmaGer Ho Tere Zikar Main

Dil Mera Shab Ho Sham-e-Haram Allah Ho

Allah Hye Allah Hye Allah Hye Allah Hye

Allah Hye Allah Hye Allah Hye Allah Hye

Har Kali Har Samar Lehlahate Shajar

Chandni Kehkashan Noori Shams-o-Qamar

Yeh Zameen Yeh Falak Balke Har Khushk-o-Tar

Kar Rahe Hain Sana Sab Baham Allah Ho

Allah Hye Allah Hye Allah Hye Allah Hye

Allah Hye Allah Hye Allah Hye Allah Hye

Azmaton Rif-ato Ke Nisha(n) Tere Hai(n)

Aey Khuda Yeh Zameen Asmaan TereHai(n)

Malik-e-Do Jahan Ins-o-Jaan Tere Hai(n)

Tu Hamara Hai aur Tere Hum Allah Ho

Allah Hye Allah Hye Allah Hye Allah Hye

Allah Hye Allah Hye Allah Hye Allah Hye

Uss Ki Kudrat kiran Dar Kiran Dar Kiran

Us ki Nadhat Chaman Dar Chaman Dar Chaman

Us Ki Midhat  Pavan Dar Pavan Dar Pavan

Likhon Ja Ghar Kalam Ba Kalam Allah Ho

Dum Ba Dum Allah Hoo | Owais Raza Qadri

Read More:

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Next Post

Bakhshish Ka Meri Doston Saman Ho Gaya - Naat Lyrics

Bakhshish ka Meri Doston Saman ho gaya Bakhshish ka Meri Doston Saman ho gayaJabse Dare Nabi ka Mein Mehman ho gaya Padne laga Durood Mein Jab se Huzur parHar Kam Mere Waste aasan ho gaya Jisko bhi ho gayi hai Ulfat Huzur seKoi bana Bilal Koi Salman ho gaya Aise […]
Bakhshish Ka Meri Doston Saman Ho Gaya - Naat Lyrics
Duas to Increase Rizq & Wealth | Duas for Provision Islamic Duas! Recite this 100 Times a day! Easy Dhikr! 4 Promises that ALLAH Made in Holy Quran! SABR.. Beautiful. Masha’Allah ❤ Istighfar Dua Collection! Beautiful Masjid Al Haram Makkah ❤