Naat LyricsRamadan
Marhaba Mahe Ramzan – Allah Ka Hai Ehsan Ramzan Maherban | Lyrics
Marhaba Mahe Ramzan – Allah Ka Hai Ehsan Ramzan Maherban
Hafiz Tahir Qadri Ramzan Kalam Lyrics
Marhaba Mahe Ramzan
Ramzan Maherban Marhaba Marhaba,
Marhaba Marhaba Ramzan
Sehri Ka Dastarkhwan Iftar Ki Woh Shan
Allah Ka Hai Ehsan Ramzan Maherban
Ramzan Maherban
Marhaba Marhaba, Marhaba Mahe Siyam
Marhaba Marhaba, Marhaba Mahe Ghufran
Marhaba Marhaba, Marhaba Mahe Ramzan
Fazle Maula Se Bhari Hai Har Ghari Ramzan Ki
Shukr Hai Rab Ka Mili Phir se Khushi Ramzan Ki
Sab Musalmanon Ke Ghar Ki Barkaten Roze Se Hai
Aise Bandon Par Khuda Ki Rehmaten Roze Se Hai
Masjidon Ki Ronaqon Ko Dekh Kar Lagta Hai Ye
Paak Bandon Ki Haseen Ye Mehfilen Roze Se Hai
Marhaba Marhaba, Marhaba Marhaba
Marhaba Marhaba, Marhaba Mahe Siyam
Marhaba Marhaba, Marhaba Mahe Ghufran
Marhaba Marhaba, Marhaba Mahe Ramzan
Ramzan Ramzan Ramzan Al-karim
Ramzan Ramzan Ramzan Al-karim
Iss Mehine Mein Hui Naazil Mere Rab Ki Kitaab
Jo Karega Qadar Iss Ki Bas Wohi Hai Kamyaab
Iss Ka Ik Ashra Jahannam Se Dilata Hai Nijaat
Dusre Aur Teesre Mein Bi Hai Fazl Be Hisaab
Marhaba Marhaba, Marhaba Marhaba
Marhaba Marhaba, Marhaba Mahe Siyam
Marhaba Marhaba, Marhaba Mahe Ghufran
Marhaba Marhaba, Marhaba Mahe Ramzan
Sehri Ka Dastarkhawan Iftar Ki Woh Shan
Allah Ka Hai Ehsan Ramzan Maherban
Saa’aten Ramzan Ki Hai Aao Quran Ko Parhen
Dagh Isya Ke Hamare Rab Ki Rehmaten Dhullen
Har Daroodon Ka Ittar Apni Zabanon Par Malen
Qasrat E Tauba Se Razi Apne Rab Ko Bi Karen
Marhaba Marhaba, Marhaba Marhaba
Marhaba Marhaba, Marhaba Mahe Siyam
Marhaba Marhaba, Marhaba Mahe Ghufran
Marhaba Marhaba, Marhaba Mahe Ramzan
Ramzan Ramzan Ramzan Alkarim
Ramzan Ramzan Ramzan Alkarim
Mufilison Aur Yateemon Ka Rakho Tum Sab Khayal
Ye Hai Sunat Mustafa Ki Aur Kaare ba-Kamal
Jo Khuda Ki Rah Mein Hai Kharch Karte Apna Maal
Unko Maula Barkaten Deta Rehe Ga Saal O Saal
Marhaba Marhaba, Marhaba Marhaba
Marhaba Marhaba, Marhaba Mahe Siyam
Marhaba Marhaba, Marhaba Mahe Ghufran
Marhaba Marhaba, Marhaba Mahe Ramzan
Sehri Ka Dastar Khawan Iftar Ki Woh Shan
Allah Ka Hai Ehsan Ramzan Maherban
Rehmaton Aur Bakshishon Ki Kaan Hai Ramzan Hai
Motakif Pe Fazle Haq Subhan Hai Ramzan Hai
Mominon Ki Ghar Ki Khushboo Se Ye Zahir Hai Qayam
Haan Ye Janat Ka Haseen Guldan Hai Ramzan Hai
Marhaba Marhaba, Marhaba Marhaba
Marhaba Marhaba, Marhaba Mahe Siyam
Marhaba Marhaba, Marhaba Mahe Ghufran
Marhaba Marhaba, Marhaba Mahe Ramzaan
Ramzan Ramzan Ramzan Alkarim
Ramzan Ramzan Ramzan Alkarim
Ramzan Ramzan Ramzan Alkarim
Ramzan Ramzan Ramzan Alkarim