Naat LyricsRamadan

Mah-e-Ramzan Aaya Mah-e-Ramzan Aaya – Lyrics in Urdu

Mah-e-Ramzan Aaya Mah-e-Ramzan Aaya

Owais Raza Qadri Lyrics in Urdu

Mah-e-ramzan aaya mah-e-ramzan aaya
Shor-e-maheeno sun kar tujh tak me dawan aaya

Saqi main tere sadqe main de ramzan aaya
Mah-e-ramzan aya mah-e-ramzan aaya

Jab baan me tajalli par wo nayya re jaan aaya
Sar tha jo gira jhuk kar dil tha jo tapan aaya

Saqi main tere sadqe main de ramzan aaya
Mah-e-ramzan aya mah-e-ramzan aya

Taiba ke siwa sab baab pamaal-e-panah honge
Dekhoge chaman walon jab ahd-e-khazan aaya

Saqi main tere sadqe main de ramzan aaya
Mah-e-ramzan aaya mah-e-ramzan aya

Mah-e-ramzan aya mah-e-ramzan aya
Mah-e-ramzan aya mah-e-ramzan aya

Jannat ko haram samjha aate to yahan aaya
Ab tak ke har  kaamu kahta hun kahan aaya

Saqi main tere sadqe main de ramzan aaya
Mah-e-ramzan aya mah-e-ramzan aya

Sar aur wo sang-e-dar aankh aur wo bazm-e-noor
Zalim ko watan ka dhiyan aaya to kahan aaya

Saqi main tere sadqe main de ramzan aaya
Mah-e-ramzan aya mah-e-ramzan aya

Mah-e-ramzan aya mah-e-ramzan aya
Mah-e-ramzan aya mah-e-ramzan aya

Kuchh naat ke tabqe ka aalam hi nirala hai
Sakte me padi hai aql chakkar main ghuma aaya

Saqi main tere sadqe main de ramzan aaya
Mah-e-ramzan aya mah-e-ramzan aya

Le tauq-e-alam se ab azad ho ab qumri
Chitthi liye bakhshish ki wo sarw-e-rawan aaya

Mah-e-ramzan aya mah-e-ramzan aya
Mah-e-ramzan aya mah-e-ramzan aya

Saqi main tere sadqe main de ramzan aaya
Mah-e-ramzan aya mah-e-ramzan aaya

Taiba se ham aate hain kahiye to jina walon
Kya dekh kar jeeta hai jo wahan se yahan aaya

Mah-e-ramzan aya mah-e-ramzan aya
Mah-e-ramzan aya mah-e-ramzan aya

Saqi main tere sadqe main de ramzan aaya
Mah-e-ramzan aya mah-e-ramzan aya

Mah-e-ramzan aya mah-e-ramzan aya
Mah-e-ramzan aya mah-e-ramzan aya

Rahmat E Ramzan | Mujhko Ramzaa Ka Mheena Acha Lagta Hai – Lyrics

Marhaba Mahe Ramzan – Allah Ka Hai Ehsan Ramzan Maherban | Lyrics

Aa Gaya Ramzan Hai Marhaba Sad Marhaba – Lyrics in Urdu

Owais Raza Qadri – Mah e Ramzan Aya 

 

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
Duas to Increase Rizq & Wealth | Duas for Provision Islamic Duas! Recite this 100 Times a day! Easy Dhikr! 4 Promises that ALLAH Made in Holy Quran! SABR.. Beautiful. Masha’Allah ❤ Beautiful Masjid Al Haram Makkah ❤
Duas to Increase Rizq & Wealth | Duas for Provision 4 Promises that ALLAH Made in Holy Quran! Recite this 100 Times a day! Easy Dhikr! Islamic Duas! Beautiful Masjid Al Haram Makkah ❤ Allahumma innaka `afuwwun tuhibbul `afwa fa`fu `annee