Eid Milad un NabiNaat Lyrics
Aa Gaye Muzda Shafa’at Ka Sunane Wale – Naat Lyrics
Aa Gaye Muzda Shafa’at Ka Sunane Wale
Aa gaye muzda shafa’at ka sunane wale
Naar-e-dozakh se ghulamon ko bachane wale
آگئے مژدہ شفاعت کا سنانے والے
نارِ دوزخ سے غلاموں کو بچانے والے
Hai muqaddar main bulandi hi bulandi apne
Hum tou hain kadmon main sar unke jhukane wal
Hum tou hain kadmon main sar unke jhukane wal
ہائے مقدر میں بلندی ہے بلندی اپنی
ہم تو ہیں قدموں میں سر ان کے جھکانے والے
Kar ke ehsaan jataana yeh nahi shaan unki
Aur koi honge woh ehsaan jataane wale
کر کے احسان جتانا یہ نہیں شان ان کی
اور کوئی ہوں گے وہ احسان جتانے والے
Mar ke pohancha jo lahad main tou nakeeron ne kaha
Marhaba naat shah-e-deen ki sunane wale
مر کے پہنچا جو لحد میں تو نکیروں نے کہا
مرحبا نعت شاہِ دین کی سنانے والے
Tu jala sakti nahi sun le jahannam hum ko
Hum tou hain jashan-e-wiladat ke manane wale
تَو جلا سکتی نہیںسن لے جہنم ہم کو
ہم تو ہیں جشنِ ولادت کے منانے والے
Kash sarkaar sar-e-hashr kahain mujh se Obaid
Aaja daaman main meri naat sunane wale
کاش سرکار سرِحشر کہیں مجھ سے عبید
آ جا دامن میں میرے نعت سنانے والے
Read More:
- Har Haal Mein Sarkar Ka Milad Karenge – Rabi Ul Awwal
- Mujh Mein Unki Sana Ka Saleeqa Kahaan – Naat Lyrics in Urdu
- Gali Gali Saj Gayi Shehar Shehar Saj Gaya (Hafiz Tahir Qadri Lyrics)
- Mere Sarkar Aaye – Bara Rabi ul Awal Ke Din – Naat Lyrics
Aa Gye Mujda Shafaat ka Sunaney Waley Famous Naat E Rasool By Muhammad Owais Raza Qadri