Site icon ISLAM KI DUNYA

Tamanna Muddatau Sai Hai Jamaal-e-Mustafa Daikhoun

Tamanna Muddatau Sai Hai Jamaal-e-Mustafa Daikhoun

Tamanna Muddatau Sai Hai Jamaal-e-Mustafa Daikhoun – Naat Lyrics in Urdu

Tamanna Muddatau Sai Hai Jamaal-e-Mustafa Daikhoun

Imaam-ul-Ambiya Daikhoun, Habeeb-e-Kibriya Daikhoun

Wo Jin Kai Dam Qadam Sai Subh Nai Bhi Roshni Paayi

Munawwar Kar Diya Jis Nai, Faza Wo Rehnuma Daikhoun

Wo Jin Ki Barkato Sai Abr-o Baara Bastai Aalam Mai

Tamanna Qalb-e-Mudhtar Ki Wo Durre Bai Baha Daikhoun

Qadam Baahir Madinah Sai Tasawwur Mai Madinah Hai

Ilaahi Ya Ilaahi Azmato Ki Intiha Daikhoun

Yai Dunya Bai Thubaat-o Bai Wafa-o Gham Ka Gehwaara

Yai Hai Matloob Daare Bai Wafa’i Mai Wafa Daikhoun

Tamanna Muddatau Sai Hai Jamaal-e-Mustafa Daikhoun

Wo Mabda Khalq-e-Aalam Ka Durood Un Par Salaam Un Par

Maire Maula Yai Mauqa Dai Ke Khatm-ul-Ambiya Daikhoun

Kabhi Ho Husn Ki Mehfil, Kabhi Ho Shauq Ka Manzar

Kabhi Aasu Ki Zanjeero Mai Aashiq Ki Sada Daikhoun

Rasool-un-qaasim-ul-khayra-ti-fid-dunya-wa-fil-‘uqba

Shafeeqaz Nafs-e-Maadar Maa Nabi-e-Mujtaba Daikhoun

Dar-e-Jannat Pai Haazir Ho’u Rasool-e-Paak Kai Ham

Raah Shafaa’at Ka Yai Manzarya Khuda Ya Mai Raza Daikhoun

Tamana Muddatau Sai Hai Jamaal-e-Mustafa Daikhoun

Imaam-ul-Ambiya Daikhoun, Habeeb-e-Kibriya Daikhoun

YouTube Poster

Read More Naat Lyrics:

ISLAMKIDUNYA.COM

COLLECTION OF NAAT LYRICS

URDU NAAT – PUNJABI NAAT – ALL NAATS

YOU CAN LISTEN MP3 NAATS BY CLICKING NAATS MP3

FOR NAAT VIDEOS CLICK HERE

Comments
Exit mobile version