Maula Ya Salli Wa Sallim Daiman Abadan
Ala Habibika Khairil Khalqi Kullihimi
Muhammadun Sayyidul Kawnayni Wa-Thaqalain
Wal-Fareeqaini Min Urbin Wa Min-Ajami.
Sehar ka waqat tha masoom kaliyaan muskurati thin
Hawaien khair maqdam ke taranay gungunaati thin
Abhi jibrail bhi utry naa thy kabaa ke mimbar se
Ke itne main sada aye ye Abdullah ke ghr se
Mubarik ho Shah hardo Sarah tasreef le aye
Mubarik ho Muhammad Mustufa ﷺ tasreef le aye
سحر کا وقت تھا معصوم کلیاں مسکراتی تھیں
ہوائیں خیر مقدم کے ترانے گنگناتی تھیں
ابھی جبریل بھی اُترے نہ تھے کعبے کے ممبر سے
کہ اتنے میں صدا آئی ہے عبدالله کے گھر سے
مبارک ہو شہ ہر دوسرا تشریف لے آئے
مبارک ہو محمد مصطٰفی ﷺ تشریف لے آئے
Maula Ya Salli Wa Sallim Daiman Abadan
Ala Habibika Khairil Khalqi Kullihimi
Muhammadun Sayyidul Kawnayni Wa-Thaqalain
Wal-Fareeqaini Min Urbin Wa Min-Ajami.
Wo Muhammad ﷺ fakhr-e-alam badshah e insan o jan
Syed E Konian Sultan E Arab Shah E Ajam
Ek din Jibril se khene lagy shah E Umam
Tum ne dekha hai jahan Batlao tou Kaisay hain hum
Aarz ki jibril ne Aye Shah e Deen Ah Muhtram
Ap ka koi mumasil he nahi Rab ki Qasam
وہ محمد فخر عالم،بادشاہ انس و جاں
سید کونین،سلطان عرب شاہ عجم
ایک دن جبریل سے کہنے لگے شاہ امم
تم نے دیکھے ہیں جہاں بتلاؤ تو کیسے ہیں ہم؟
!عرض کی جبریل نے اے شاہ دیں،اے محترم
آپ کا کوئی مماثل ہی نہیں رب کی قسم
Muhammadun Sayyidul Kawnayni Wa-Thaqalain
Wal-Fareeqaini Min Urbin Wa Min-Ajami.
Ho Wal Habib Ul Ladhi Turja Shafa’aat ohu
Likulli Howlim Minal Ahwali Muqta Himi
Mere Muala Sadaa tahaiyaat Darood ke gajray
Apne mehboob ﷺ per jo hai tere takhleeq behtreen
Use Mehboob se Wabasta Umeed E Shifahat hai
Ke her himmat shiqam mushkil jis ne dastaagehri ki
Na koi ap ke jaisa tha na koi ap ke jaisa hai
Koi Yusuf se pochay Mustufa ﷺ ka husan kaisa hai
Zameen O Asmaan main koi bhi misaal na mili
Maula Ya Salli Wa Sallim Daiman Abadan
Ala Habibika Khairil Khalqi Kullihimi
Muhammadun Sayyidul Kawnayni Wa-Thaqalain
Wal-Fareeqaini Min Urbin Wa Min-Ajami.
خدا کے بعد جو ہے مرتبہ صلی اعل ٰی کا ہے
وہی سردار عالم ہیں، وہی غمخوار اُمت ہیں
وہی تو حشر کے میدان میں سب کی شفاعت ہے
شفاعت کے لئے سب کی نظر اُن پر لگی ہوگی
Salaam us per ke jis ne bekasoon ki dastageri ki
Salam us per ke jis ne Badshahi main Faqeeri ki
Salaam us per ke jis ke ghr main na sona tha na Chandi the
Salam us per Ke toota boriyaa jis ka bichona tha
Salaam aye Amina ke laal Aye Mehboob E Subhaani
Salam aye Aamna ke laal Aye Mehboob e Saubhani
Salam aye Fakhre maujudaat Fakhre nooye insani
Salam aye Zille Subhani Aye Noor e Yazdani
Tere Nakshe Qadam hai Zindagi ki lohe peshani
Tere surat tere seerat tera naqsha tera Jalwa
Tabassum guftugu Banda Nawazi khandaa Peshaani
Tere dar ho mera sar ho mera dil ho tera ghar ho
Tamana mukhtasir se hai tamheed tu lani
سلام اس پر کہ جس نے بے کسوں کی دستگیری کی
سلام اس پر کہ جس نے بادشاہی میں فقیری کی
سلام اس پر کہ جس کے گھر میں چاندی تھی نہ سونا تھا
سلام اس پر کہ ٹوٹا بوریا جس کا بچھونا تھا
Maula Ya Salli Wa Sallim Daiman Abadan
Ala Habibika Khairil Khalqi Kullihimi
Muhammadun Sayyidul Kawnayni Wa-Thaqalain
Wal-Fareeqaini Min Urbin Wa Min-Ajami.
سلام اس پرجو دنیا کےلٔے رحمت ہی رحمت ہے
سلام اس پرکہ جس کی ذات فخر آدمیت ہے
Read More Naat Lyrics
- Salaam Us Par Ke Jisne Bekason Ki Dastagiri Ki – Lyrics
- Sarwar kahoon Ke Maalik-o-Maula Kahoon Tujhe Lyrics
Sehar Ka Waqt Tha Masoom Kaliyan Muskurati Thi By Mehmood Ul Hassan Ashrafi
Article May You Read: